ہفتہ، 8 فروری، 2020

Farkhunda Shaikh Interview questions

 Sep 22, 2012 at 12:42 AM


Farkhunda Shaikh  Interview questions
Q:1 Student life to hr insan ki zindagi m ati h, wo life ap ki kesi guzri, us doran ap ne kia khas kam kia?
 Q:2 Yaha tk phcney k lia apney safr ka aghaz kese kia?
 Q:3 Hr insan ka aik aim hota h, ap shok kia tha?
 Q:3 Apne aim & interest ko ap agey kesa le kr chaley?
 Q:4 Student life ki wo activity jo apki professional life m faid-e-mand  sabit hue ho?
 Q:5 University m ks  kam kokrne m  ziada mushkil pesh ae?
 Q:6 Ye bi 1 ajeeb itefaq h k js uni se ap ne prha,  whei m bhi prh rae hn, to us hawaley se ap ko ziada mxa  kb aya jsey ap aj tk nae bhla  sakey?
 Q:7 wqt kb aya jb qismat ap pr mehrban hue, aur khasa naam ap ne kamaya?
 Q:8 Us kamiabi ka raaz yani Allah ki rehmat k sth sth ap ki mhnat kitni rang lae?
 Q:9 Wo nuqtey js se ap ne kamiabi hasil ki?aur ajj k talb-ee- ilm kn phloon ko ziada khrofikr m rakhey jn se wosurkhuroo ho sakey?

                                       ''QUESTION about RADIO PKISTAN''
 Q:10 Goya  ap is idare k station director hain yaha ki chand khasiatein aur ehmiat bataen?
 Q:11 Is shubey m ane k lia ap ne apne kaam ka agaz kese kia? aur kis trha ap yaha ae?
 Q:12 Shru m kn si nae baten ap ne sekhi jn ko agey tk le kr chlna zaroori bn gaya?
 Q:13 Kn se steps ko aik journalist practice m lae jo us k kam k lia bhtreen sabit hn?
 Q:14 Aap ko shairi ka bi bht shaq h, ye silsila kaha se shru hua?
 Q:15 Ab tk ap ne kn kn si shairi kien hain?
 Q:16 Shairi ne ap k shksiat m apne rang kese bhare?
 Q:16 Akhir m koe aesi bat jo ap k dil pr asar hue ho, aesa sabak hmare talb-e-ilmo ko bataten jae, jo un k lia ehmiat k hamil hn? 

Sharmeen Naz roll no 95
personality name subhan mughal

geo news mai headlines chalate hain media se related hain

Q .1 Taaruf? Ap ne kitna parha ? Aur ap kaha rehte hain ?
Q.2 Aap media mai q aur kb aye? Is ki kia wajuhaat hai? media se ap ko kia kuch sekhne ko mila ?
Q.3 Aap ko kitna waqt hua is job ko krte hua? Aur is se pehle kaha krte the ap job ? aur us job ka tajurba kaisa raha?
Q.4 Aap ki kamiyabi ka kya raaz hai? Aur is kamiyabi ka aasal haqdaar ap kis ko maante hain?
Q.5 Aap ne study tour kitne kiye? Aur kaha kaha per kiye?
Q.6 Aap neab tk apni zindagi mai kisi baray admi ka interveiw liya ? ya lene ki khawish ha ?
Q.7 kia ap media ki is job se mutmain hain?
Q.8 Aap ne is job k liye q apply kia kia waja hai is k peche ?
Q.9 Aap ne apni zindagi mai aisa koi naik kaam kia hai jis se apko dili khushi mehsoos hui ho btaye ?
Q.10 Aap k sath kaam krne walay aap k baray mai kia kehte hain?
Q.11 Aap ki zindagi ka koi yaadgaar lamha aap k kaam k mutalik ?
Q.12 Aap ko media mai aane ka chance kaisay mila ?
Q.13 Pakistan mai job mushkil se milti ha agar milti bhi hai to jaan pechan se to ap ko kaise chance mila media mai ane ka ?
Q.14 Aap ka koi message media k mutaliq ?


BASIT HUSSAINROLL NO :29 
Interview Question 
Not good questions 
No proper introduction. Volunteer kia hota hae. Points bhi theek se nhe hn.. basit ko bolo theek se bhejy jesy mene kaha hae.
Mene jo guidlien instruction de unko q follow nhe kr rahy hn???
Main etna free nhe k 10 bar wohi cheez dekhon

PERSONALITY :HAJI WAHID BUXINTRO :voluntier
=>introduction about him
=>how u work for humminity
=>what are the problems held
=>what is the majors problems of people

HAFIZ TAYYABROLL NO :37 
Not good
PERSONALITY :MEMBER OF NGO
=>HOW ARE YOU HELPING PEOPLES
=>WHAT ARE THE ADVANTAGES OF NGO
=>NGO SHOULD BE MORE ESTBLISHED OR NOT

HAIDER PATHANROLL NO :112 
PERSONALITY :AIJAZ AHMED CHANDIO 
INTRO :LECTURER IN POLITICAL SCIENCE AT SALU HE LIVES IN VILLAGE RABAN KHAN CHANDIO DISTT:KAMBERNOW DOING PHD IN ENGLANDHE IS FROM THAT VILLAGE WHERE ARE HUMAN FACILITIES ARE JUST LIKE DREAM YET

Topic approved, follow guideline as i suggested for others,

SYED ALI HAMZA ZAIDI (15)
personality:mam nadra (principle)

=>personal information
=>how can she controll all staff
=>which type of difficulties she faces
=>how she handled parents complains
=>which types of teachers are teaching in her school
=>any advise for students

کوئی تبصرے نہیں:

ایک تبصرہ شائع کریں